Jo hua use to koi badal na payega, us darindagi ke nishan koi mita na payega,
Sharir ke ghav to bhar bhi jayege, magar andar ke gaav koi kahan mita payega
ek cheez hai jo is sab ke baad bhi sirf teri hai aye dost, wo hai teri antar atma jise koi kabhi chu bhi na payega
ek guzarish hai tujhse ki dil me koi shikwa na rakh lena, ye to khuda hai jo insaaf dilayega
rakh honsla us rab pe, jo tune nahi kia us gunaah ki saza bhala wo kyun tuje dilwayega
Jo gunehgaar hain, unhe isi dharti par woh tere ansuon se kayi zaada rulayega,

tu fikar na karna teri takleef ka keher khalii na jayega
Mana kehna hai asaan magar karna utna hi mushkil, lekin ek koshish zarur karna apne dil se us khayal jo
janam dene ki jo un dusht logon ko maaf kr payega
Tu khuda ki barkat hai jise tere maa baap ne nazoon se pala hai, bhala yun hi koi ajnabi use kaise roondh
jayega
Jab tak zakhm hai wo to rahenge hi, magar koi bhojh dil pe na lejana warna iska saya tuje maut bhi na de

payega
Insaaf hona hai aur hokar hi rahega tu rakh honsla aur haseen lamhe batorti jaa, maaf kar dushmano ko

baki har dost tuje pyar se gale lagayega.. ♥
Baki unka bura hashr to ye saara jahaan tere lie karwayega, tu bas jiye ja har pal himmat se dekhna
khuda bhi tere aage sar jhukayegaa...

No comments:
Post a Comment